Saturday, November 18, 2006

Tumhari Woh Khath

tumhari woh khath..
na jane mujhe kaha le kar jati hai
tumhari woh khath
na jane kyu dur lekar jati hai
mai rahena chahti hu iss jaha me
tumhari woh khath
mujhe tumhari woh jaha me lekar jati hai
tumhari saya jab mere sath waqt bitate hai
tumhari khath, mujhe dur ki swapne dikhati hai
mai jab tut jati hu..
tumhari woh khath.. mera har gaum ko apna kar leti hai
mai bhi bate karne lagta hu..
mai bhi jhilmilati hu
tumhari woh khath ke saung
lok samajhti hai.. mai pagal ho chuka hu..
lekin, tumhari woh khath
mujhe tumhari uss duniya me le jati hai..

No comments: