na jane kyu aaj... mujhe tumhara chehra yaad aaya...
barso ke baad, mere akhon mein anshu nazar aaya...
kaise rokhlu main apni yeh anshu ko...
jo tumhare saath mujhe uss khwab bhari duniya me lejata hai...
aaj main rok nahi paya apni yeh be juwan anshu ko...
mere haste huye chehra ko dekhkar tumhe laga ke main khush hun...
haan khush hun ... kyu ke yeh be juwan anshu to apni baat sunti hai....
iss anshun ki girte hua boond mein tumhara chehra nazar aaya...
lekin aapni dard tumhe mahsush karne na diya...
kyu itna dard hota hai iss seene mein...
kyu itna bechyan rahta hai tumhare liye...
kash mere iss be juwan anshu ki juwan hoti... toh mujhe kah sakta tha....
lekin dard ka ek boond banker mere ankhon se nikal aaya...
khoda se duwa karta hun... rub ko pukaru har waqt...
lekin dar lagta hai...
tumhe toh kho diya maine bahoot pehle... ab jo baki hai...
iss do boond anshu... kahi ishe na kho du main aapni zindagi se...
jo mera sahara bankar rah gaya ... tumhari yaado ke sahare....
No comments:
Post a Comment