Tuesday, October 19, 2010

Zindegi To Udhar Ban Ke Rah Gayee

mera dil tut gaya har taraf se..
pine ke liye anshu rah gaya ..
zindegi bhar ke liye...
kash..hum apni labzose ..
baya kar sakta..
kya hal hai mera...
zindegi to udhar ban kar rah gayee...
maut aye na mera...

mohabbat...sub kuch bhula diya..
zindegi apna chahra chupa liya...
jab sisha me apna chahra dekhta hu...
mujhe unki chahra nazar ane lagta hai..
rub se duwa karta hu toh...
mere labzo me unki naam ata hai..
do pal bhi katti hai mera...
yaado ke siba..

sab kuch bikhar gaya mera..unke bina...
tanhai me ji raha hu main...
jo kattahi nahi...
kuch pal ujala dhunta hu to...
andhera hi nazar ane lagta hai...
bahat kismatwale hote o log...
jise mohabbat nazar ate hai..
hum to sirf mohabbat kiya...
pal do pal... jina chaha to...bus...
aub to andhera hi nazar ati hai...

No comments: